किसी के संग’ऐ चश्म का आब संग’ऐ मर्मर हो गया
उसके छूते ही महका ज़खेम और ज़र ज़र हो गया
ख़ुदा भी जब उकता गया सुलझाते बशर के जेहन की पहेलियाँ
ज़ानो पे मजबूरियां धरीं और कहा लो सर हो गया
एक रात उन्हें नींद न आई और शोर सर’ऐ शहर हो गया
यहाँ हमारा फ़ना’ऐ इश्क का किस्सा मुख्तसर हो गया
क्यूँ फ़िक्र-ओ-जिक्र करता रहा उम्र भर फानी शै का बशर
जब तू एक रोज़ खाली हाँथ ख़ाक को मुयसर हो गया
हिज्र में याद ने ना जीने दिया और न ज़हर ने मारा मुझे
बशर की तरह वक्त देख कर सम भी बे_असर हो गया
माह तू भी उठाले फायदा अभी उसका वक्त फाकिर है बहुत
तेरे भी रुखसत-ऐ-हयात का तो वक्त मुकरर हो गया
Kisi k sang’e chashm ka aab sang’e marmar ho gaya
Uske chunte hi mehka zakhem aur zar zar ho gaya
Khuda bhi jab ukta suljhate bashr k zehan ki paheliyan
Zaano pe mazburiyan dharin aur kaha lo sar ho gaya
Ek raat unhe neend na aayi aur shor sar’e shehr ho gaya
Yahan Humara fana’e ishq ka qissa mukhtasar ho gaya
Kyun jikr-o-fikr karta raha umr bhar faani shai ka bashr
Jab tu ek roz khali haanth khaak ko muyasaar ho gaya
Hijr mei yaad ne na jine diya aur na zehr ne mara mujhe
Bashr ki tarah Waqt dekh kar sam bhi be_asar ho gaya
Maah tu bhi uthale fayada abhi uska waqt faqiir hai bahut
Tere bhi rukhsat-e-hayaat ka toh waqt mukaraar ho gaya
No comments:
Post a Comment