तुम्हे भूलने की इतनी जगद-ओ-जेहाद की
के अब तुम्हारे सिवा कुछ याद नही
दिल में बढ़ी आबादी रही बेवफाओं की
कौन कहता है के मैं आबाद नही
मुझे थी कई शिकायतें उनसे मगर
उन्हें रही खून’ऐ जाफा मेरे बाद नही
मैं फिर वहां ज़प्त’ऐ अलम सह आया
लेकिन इस खब्ती की कोई फरियाद नही
नाकामियों की दरें वक्त गिनवाता रहा
हम फुर्सत में भी थे आज़ाद नही
कहने के लिए वादा कर दिया उसने आने का
वो भी जनता था मुझे एह्त्माद नही
Tumhe bhulane ki itni jagd-o-zehad ki
Ki ab tumhare siwa kuch yaad nahi
Dil mei badhi aabadi rahi bewafaon ki
Kaun kehta hai k main aabaad nahi
Mujhe thi Kai shikayaten unse magar
Unhe Rahi khun’e zafa mere baad nahi
Main phir wahan zapt’e alam seh aaya
Lekin Es Khabti ki koi fariyaad nahi
Nakamiyon ki daren waqt ginwata raha
Hum fursat mei bhi the aazaad nahi
Kehne k liye Wada kar diya usne aane ka
Wo bhi janta tha mujhe Ehtmaad nahi
No comments:
Post a Comment