अब तो तू भी हुआ गैर जुस्तजू के लिए
जिक्र अब मैं कीस का करूँ गुफ्तगू के लिए
खुदा तो मेरी तरफ़ देखता भी नही
किस को ढूंढें नज़र अब वजू के लिए
यूँ मुझे बेहस्रत कर दिया उसने
के अदावत भी नही रही अदू के लिए
तेरे बाद मैकदे में लुत्फ़ आया है
मैकशी ही रही है अब खु के लिए
माह एस इश्क की तासीर का न मज़ा लेना
इसकी चाक में गुंजाईश नही रफू के लिए
Ab toh Tu bhi hua gair zustaju k liye
Zikr ab mai kis ka karun guftagu k liye
Khuda to meri taraf dekhta bhi nahi
Kis ko dhoondhe nazar waju k liye
Yun mujhe be_hasrat kar diya usne
Key adaawat bhi nahi rahi adu k liye
Tere baad maikade mei hi lutf aaya hai
Mai_kashi hi rahi hai ab khu k liye
Maah es ishq ki tasiir ka na maza lena
Eski chaak mei gunjaish nahi rafu k liye
1 comment:
Khuda to meri taraf dekhta bhi nahi
Kis ko dhoondhe nazar waju k liye
aap ka ek yeh ashar, hazar ashar par bhari
if u find suitable plz write me, its my privilage to be in touch with the oerson of ur height.
Post a Comment